Hi sir main nikotex chewing gum use karte hu aur din me 4 ya 5 bar smoking karta hu koi upay btaye isko chorne k liye aur kya 4 ya 5 bar smoke karne se koi problems hai
Hello sir mere pair k ghutne k neeche sujan tha to Maine 02/04/2015 ko Pair k sujan ka Operation karaya tha . Aur ab fir se sujan aa gaya hai aur ab dard karta hai
namaskar sir mujhe 6-7 saal se pet ki samasya hai jaise pet fulna chest pain chest aur pet me jalan indigestion,belching ,discomfort,hyperacidty,nausea etc.sabse badi samsya hai main jo bhi khata hu khane ke baad thodi der me mouth se bhaher aa jata hai.jaise hi khata hu thodi 2 wohi khana ulti ho jaata hai.maine pet rog specialist se bhi dikhya 4 bar endoscopy karwaya doctor ne haitus harnia kaha .abhi pet ke bahut bade doctor ko dikhaya endoscopy,biopsy,h pylori test karaya.reports me sab normal aaya hai impression me doctor ne acute on chronic moderate gasteritis kaha.4 5 mahina dawa khane ke baad bhi koi sudhar nahi hai abhi bhi muh se khana bahar aajata hai khasker bhaat khane par.roti khane par utna nahi aata hai.sir main bahut paresan hun sabhi ilaj kara liya alopethic,homeopathic, aayurvedic but kahin fayeda nahi ho raha hai sir.mera jindagi jaise khatam ho gaya hai sir .pet ke rog ke karan bhahut kamjori ho gai hai vitamind3 ki kami ho gai hai ghutno me bhi dard rahata hai nind bhi nahi aati hai.sabhi test kara liya sab me normal aata hai kya karun sir plz help me i will be very thankful if aam meri samasya ka sammadhan kar de to.
Sir mujhe apna wieght gain karna hai khata pita sai se hu par kuch lagta nhi
Sir height ka Jo capsule h more power sir iska routine btao isko Lena Kaise h
Like 2 capsule Roj Ek Subah or Ek samm
Mera bij 2mins se bhe jalde gerjata hai
Air mera Lund Kara hota hai par jalde Down hogata hai
Sir
Mera Lund tit to hota hai par turant he
Down hogata hair aur mera bij bhe jalde nikal gata hair.
Maine bahut hasmaithu kiye hai par an nahe Marta hu .please mujhe sahe salh de
Sir face par jaha taha kala daba jasa ho gy h pahle hum ya wala cream use ka ta the BUt aap batay issa kaise thik kr ra or koi side effects v na ho
sir
mere dimag me tension ki wjah aur hamesha sochne wajah se hamara sar me
dard rahta hai maine iske liye hamesha medicin leta rhta hu lekin fir bhi sar me dard bana rhta hai
please help me