Periods Aane ke 1 Day pahle Relation Banaya tha
Kya Ipill khane ki jarurat hai
Sir mera nam parakash he me 28 sal ka hu
Pichale 1 mahinese mere kan or gardan me dard ho raha he or jabade me b dard ho raha he me bahot hi pareshan hu plz kya karu bataye
Sir ji good evening.
Sir ji mujhe jhukam-khaansi ho gayaa h jhukam huye 15 din ho gaye kai tarah ki tablets kha chuka hoon koi phayadaa nahin h. Aisa lagta h jaise saans phool rahee h.
Sir
Good evning sir mere sadi ko 2 saal ho gaya hai or par mere low spam and spam motility ka kam hone se paresan hu spam count karaya hu jisme 45 million hai spam ki quality achha karne ka koi upaya bataye please
sir,
hamare papa ko khatti dakaar k sath gas mouth se nikalta h aur head me pain bhi bahut rehta h. please help me....
Sir ,yog to mai jrur karunga bt uske liye 11am to2pm mere pass time rhta h....kya yog kisi time v kiya ja skta h....air sunlight to maine 10 min se jyada 4month se nhi liya.....isse to koi pro nhi ho rhi...
Sir mera weight bhot kam hai 57 kg..meri diet itni hai jitni ek normal person 2 din mai khata hoga ..mene health OK capsules buy kie hai..mai puchna chata hu ki iski kitni dosage lu
sir,
mujhe catatonic schizophrenia[ तानप्रतिष्टम्भी ] एक प्रकार का पागलपन ki sikayat h . please mujhe bataye ki iske liye kon si medicine sahi rahegi. only angreji dawa hi bataye.....
Sir mujhe apni body me kamjori mahsoos hoti hai khata bhi thik par body me lagta nahi please iska upaaye btae
mere g f ko sex kiye 45 din ho gye aur mene use unwanted 72 bhi khilaya and lekin uska periud abhi tkk nhi aaya
Sir ya mam mujhe apne chehre pr glow lana hai koi accha sa kream ya kuch bhi btado jiska result accha ho kyu ki mai office jata hu raat ko hi laut ke aata hu gharelu upchaar kr nhi sakta aisa btado jo shop se le saku result accha mil jaye
Sir mera weight Bhut loss h m bht Kuj khata Hu but weight gain ni hota Sir plzzz Kuj btayiye jisse mera weight gain ho ske plzzz sir
Sir, good evening, muje Sas ka problem hai, kya ye medicine se chuth jayega
Sir...fark kitne Dino baad se dikhna suru hoga...kyuki sir mere sar par ek bhi Baal Ni Bache hea.....
Sir mai abhi padhi karta hu but kuch yaad karta hu our kuch hi time bad bhul jata hu sir our agle mhine mera exam hai koi acchi si dwa btaye sir
sir meri age 21 year h or hight 5.5 inch h
sir m bahut dubla ptla hu itti age hone k bad v 16 year k baccho jaisa lgta hu. m 1 college going student hu,but chgota lgne k karn apne ko alg smjhta hu sir koi upay baytaye plz...
sir main ek saal se omnacortil 80 mg se 30 mg tak reduce karke lete hue aa raha hoon but pehle sugar , hi blood pressure ye sab normal tha lekin ab sab dikkat hai . meri jo main problem protien discharge from urine approx 1.5grm in 24 hrs . serum creatinine is normal always.