mujhe thyroid 6.7 ml nikla mai , medicine start karne ke baad mere breast se discharge ho raha hai ..
Sir mujhe teen Dino se body me khujli ho rahi hai aur Lal Lal Dane pad ja raha hai kya Mai Sarso ka tel use kar sakta hu
Sir please koi garelu upay bataiye
Meri age 4o year old hai mujhe mere left side leg me faileria hua hai jisse hamesha pair Suja rehta h . doctor be b faileria bataya.aap kon si dawa prefer krege.doctor ne bonaside fort bola hai khane Ko usko kitne time khaye.ya faileria ki medicine AAP bataye.ye problem 6 saal se hai.
Sir me akela me jab bethata hu mere man me gande khayala bahot ate he jaise k marane k bare me jada sochata hu apane ap ye nigative things aa jate he plz asaka elaj bataye
Maire pitagi 2 mahine se mansik rog se pidit hai doctor ko dikhaya unki dabaye chal rahi haih aabhi thik haih lekin need aur susti main rahate hai kya karu
Sir mere gale me or gardan me dard he sat hi sat kan me b dard he or gale me bar bar kharash ho rahi he kough me se kabhi kabhi Lal dhabbe aa rahe he me kya karu bataye plz
Sir threading krvane pr lal Dane nikal aye h kaise thik Kiya ja skta h sir Meri skin bhut sensitive bhi h
Mere pure body me pain hota hai.puri body me swelling hai.pahle uric acid test karaya tha.level high tha.mughe uric acid hai.gout hai.
Mere pure body me pain hota hai.puri body me swelling hai.pahle uric acid test karaya tha.level high tha
Mera weight bhut lose ho gya h kitna bhi khata hu per weight badhta hi nhi h
Mera ldl 174
Hdl ratio 5.4
Ldl/hdl ratio 3. 7 hai
Plz advise me
Mera ldl 174
Hello ratio 5.4
Ldl/hdl ratio 3. 7 hai
Plz advise me
Sir, mera chaku se haat cut gaya hai, use thik kese karu,
Plzzzzzzz help me.