Sir meri age 18 he me abhi gym laga hu bas 6 7 din hue toh meri body ko jaldi devlop karne k liye kya karu or testotrone ko boost up kese karu
Sir mere face me unchaye baal aachuke he face me upper side bhot ho gye he chot chot kya karu jo fer kabhi na aye
g harindrakhand pantjali ka use kase krna ha ha dudh ke saath le skte he
Sir mujhe thyroid hai mera weight badhata chala ja raha hai mai coffee beans le salati hu
Mere headache jyada hoti hai mujhe gussa or tensation bahut hoti hai
Sir mere ko ek problem hee jisme he na agar koi ladki se baat karta hu ya kiss karta hu ya phir agar dimag me ase vichar ate he to bhi muje sakhlan ho jata he so pls muje iska koi acha upay batayee pls
Sir mere Baal bahuuut jhad rhe h jad se kanghi karta hu to bahuuut tutte h
Sir jb sex krta hu tb mera sperm 2 mint tk nikl jata hai..mujhe koi dvai btaiye jo sex krne se pehle khau or kafi tym tk lga rahu...aur jis se thakavt bhi mehsus na ho
sir me jb bhi sex karta hu to 1 min bhi nahi ruk pata hu koi dawa bataiye
Sir mere kaan me dinay lagbhag 3sal se hi ,or kafi dabyai use krne ke baad wah thik nhi ho raha hi..or cream kaan me use krte krte dusre kaan ke apecha wah patla dikhta hi plez...hame batyekya kre...
सर********************************************************************************************** लगभग 7 साल
mujhe fast running kerni hi.per me kr nai pata hu.meri army ki bherti hi 2 may me.15 din bache hi.kuch btaye sir
Meri 4 month ki pregnancy Hai 30 Hamari age Humko gas bahut banti hai aur ladki bhi nahi hoti hai aap Koi Dawa Bataye
Sir mere pet me, back me bohot dard ho raha haai.pet me upar bhi or niche bhi dard hai.aur mujhe bhuk bhi lagti pr khane ka man nhi karta.ye dard bohot dino se ho raha hai aur meri maahavari ko 1 mahina nhi hua hai...sir me konsi dawai lu? Pls bataiye mujhe.
Helo sir mera andkosh par thoda dard mahsus hota hai aur yah chota bada hai aur mujhe homeopathy ka dava l raha hu fir bhi thik nahi ho raha hai kya karu nitfal ka vajah ke karan yah samasya se hona chalu hua.
Or ha yadi mai lejar treatment letaa hu to meri skin me koi side efects to nahi ho jaye ga
Sir mai anoop singh mere face me small size me skin spors ho gaye hai enko clean karne ke liye koi cream use karna pade ga ki lejar treatment karana pade gaa
Sir Mike alopecia dear h sir Maine bahut medicine use kar li lekin koi result nahi aya h sir Baal to a jate lekin rukte nahi h phir jad jate rukte nahi bahut khujli hoti h pure sar me