Sir namaskar, sir mere body ke sabhi joints se awaz ati hai tak tak ki. like shoulder, knee, elbow. please iski kya vajaha ho sakti hai aur iska kya ilaz hai. aut waise koi dard to nahi hota bus awaz tak tak ki ati hai.
sir subah brush karta hu to danto se khun niklta kafi samay se pareshan hu iska koi upay bataye
Muje maju fal fresh chahiye.... Kya aap usla koi address ya number de sakte ho??
sir mera nam rahul hai 1 month ho gya mere hath or peer me pain or nerves me jalansi ho rhi hai
sir mera nam rahul hai 1 month ho gya mere hath or peer me pain or nerves me jalansi ho rhi hai
Meri wife ki jhango hip aur Gupt ang ke paas four months se ringworm hei jo theek nhi ho rhe doctor Ko bhi dikhaya Lekin koe fark nhi par rha.kiya krna chahye??
sir mujhe karib pichale 5 mahino se puri body me khujali hoti he or red red chakatte type ke bhi hote he mene kai doctors ko dikha liya jab tak dawa leta hu tab tak aram rahata he puri tarah se arama nahi ho raha he please suggest me
mujhe raat bhar nind nhi aati hai main sari raat jaag kar nikalta hu agar iske liye koye dwai hai to btai
Sir neend aane par so nhi pane ki wajah se ye depression mai aa jate hai aur suicide ki sochne lagte hai ghar se bahar kaha bhi Jane se darte hai hamesha thakaan aur neend mehsus karte rahte hai please koi achi dawa batayen
sir ham apna poto veje hai mera dikat hai ki fesh me चुइटा कबरता है। लाल हो जाता है।
Sir mere husband ko din main neend aati hai par so nahi pate bed par letne ke baad jaisihi neend aana suru hoti hai unhe Bahut ghabrahat hone lagti hai aisa unhe 6-7 mahine se ho rha hai pehle ye day mai bhi thakaan hone par sote they unhe asthma ki problem hai 2-3mahine pahle unhe jyada problem hui thi tabhi Doctor ne
Unhe Foracort 200 rotacap lene ke liye bola the aur nebulizer bhi laga ya tha Sahi hone par enhone sari dawa band kar di thi tabhi se ye problems hai koi elaaj batayen
Meri wife 2months ki pregnant h or10-15 dino usko loojh mosion lge huye to kya ye koi problem h ya ese hi normal h
sir mai 22 year ka hu weight 68 kg h
belly fat kam krna chahta hu kya chanwal ke jagah gehu ki roti khana sahi rahega
sir mai bahut masturbation krta hu ab mera veerya pahle se kam niklta hai ab kuch exercise & diet plan bataiye sir pahle ki tarah normal krna chata hu
मेरी उम्र 44 है।
मुझे बवासीर है जब मे लैट्रिन करते समय खून आता है उसके लिए etamsylate tab. mg 500 ले सकते हैं खाने के बाद 1 Tablet खा सकते हैं।?
SgOt 49.7 shot 64.1 eosinophils 07%monocytes 01%
मेरे त्वचा में लाल chakthe और खुजली होने लगा है