Av*************** लगभग 7 साल

Sir mere inner thighs mey ringworm hai pichle 2 saal se aur scrotum mey khuljli bhi bhut hoti h aur Maine treatment bhi kraya bhut pr thik hone k baad fir se badh jata h please sir help me

Av*************** लगभग 7 साल

Sir mere inner thighs mey ringworm hai jo ki pichle 1 saal se h aur bhut treatment kraya pr thik hone k baad fir badhne lgta h please help.

Am******** लगभग 7 साल

Mujhe 10 saal se bawasir hai, kafi madicine li hai maine,un sab se thode time ke liye khooni bawasir tik ho jata hai, or kuch time baad approx 6 month ke baad bawasir start ho jata, oe abhi maine feb. Main divya arshkal vati patanjali ki medicine li hai, 2 ek month tak bawasir thik rahi lakin april se fir bawasir start ho gyi, please help koyi madicine suggest kre, ya divya arshkalp vati ke dose bada du kiya abhi 2 goli morning or evening khali peit leta hu please help
Meri age 30 saal gai

Am******** लगभग 7 साल

Mujhe 10 saal se bawasir hai, kafi madicine li hai maine,un sab se thode time ke liye khooni bawasir tik ho jata hai, or kuch time baad approx 6 month ke baad bawasir start ho jata, oe abhi maine feb. Main divya arshkal vati patanjali ki medicine li hai, 2 ek month tak bawasir thik rahi lakin april se fir bawasir start ho gyi, please help koyi madicine suggest kre, ya divya arshkalp vati ke dose bada du kiya abhi 2 goli morning or evening khali peit leta hu please help

Vi**** लगभग 7 साल

Sir yeast infection ki Medicine btaiye because ye Kam hone k bajay badh Gaya hai bohat jyada itching Hoti hai

ra********* लगभग 7 साल

Bachhi ko nhi lga tha injection or uska teeth mujhe lg gya tha fir maine 1 injection lgvaya or doctar ke ps gya usne kaha yadi bacchi 1 mahine tk achhi h to rabij ka injection nhi lena

sh******** लगभग 7 साल

sir mere pet me ges banti hai kuchh upchar bataye

ob*** लगभग 7 साल

MENE NIGHTFALL KHATAM KRNE KE LIYE APKE KAHE ANUSAR ASHVASHILA CAPSULE LIYE LEKIN UNSE KOI FAYADA NHI HUA.AB ABHI MUJHE WEEK ME 5 BAR LAGATAR NIGHTFALL HUA H .PLEASE KOI ACHI SI DAWA BTAYE.

ob*** लगभग 7 साल

APNE JO ASHAVSHILA CAPSULE BTAYE THE VO BHI KAM NHI KAH RHE H.MERA ABH BHI LAGATAR KYI DINO SE NIGHTFALL HO RHA H.KYA KRU KOI HEAVY DOSE BTAYE

ob*** लगभग 7 साल

WEEK ME 5 BAR NIGHTFALL HOTA H.KYA KRU PLEASE JALDI BTAYE

Ha*** लगभग 7 साल

30, male, alopecia universal from 6 months.

Ha*** लगभग 7 साल

Sir, alopecia universal ka treatment bataye.

Ab************ लगभग 7 साल

Sir,Mai 58yrs ka hu mera sex power kam ho gya hai

Pr*********** लगभग 7 साल

Megasil 20 mg pani ke
sat le sakta hu,

Ki******* लगभग 7 साल

White spot hand pair ho rahi hai Char Panch saal se ho rahi hoon Koi ilaj Batayeb

ra********* लगभग 7 साल

Sir mere yanha mahman aai bachhi ko 2 mahine pahle mad dog ne bite kia tha unhone koi vacation nhi lia or dant lg gya tha 1 injection lgvaya fir doctar bola ki 21 din dekho kuch hota h ki nai 21 din bad v ladki tik h to doctar ne vacation lene se mna kr diya ap sabhi doctar ki is pr kya opinion h mujhe jarur bataye plz

Na************* लगभग 7 साल

Sir me kamjor jyada hu meri health badne ka koi Tarika batahiye

Pr*********** लगभग 7 साल

Patanjali aswashila or Sri gopal tell use korta hu.kya ise sex long time hoga.

2. Megasil 20 mg water se le sakta hu.

Mo************* लगभग 7 साल

Panchga aata hai baat krte samay ya gandi videos dekhte samay aur timing problem

Pa***** लगभग 7 साल

Sir meri wife pregnant h or jab wo fresh k liye toilet jati h to usko bhot jyada pet m Dard hota h or normal Dard to har time rehta h

Pa***** लगभग 7 साल

Sir ab 25april Ko meri wife Ko pregnancy ka 3rd month start ho jayega to kya ab m apni wife k sath sex kar skta hu?

Pa************* लगभग 7 साल

Mene apni gf se 1 saal pehle frest time sex Kiya pr sex krne k 3 month baad o bhaut Jada bimr hogii usko veemt or l lusomsm hogye Hai or bhaut kamjor v hogii h Kya aap Bata sakte h aisa kyu huaa hoga

At*** लगभग 7 साल

Mere main point ke side me daad ho gye h or vo aga or faal rha h mere pith me bhi dad ho gyi h

Pa********* लगभग 7 साल

Evion 400mg khane se koi
saideffect to nhi hoga Sir

Pa*********** लगभग 7 साल

Meri gf ki Pussy m left side phoda sa ho gya ilaj bataye sir

डॉक्टर से अपना सवाल पूछें और 10 मिनट में जवाब पाएँ