Aap jo medicine batate hai unka Koi said effect to nahi hota kidney Ya liver per Pls reply
Mera sir kuch dinon se gardan se lekar upar tak bahut bhari mahsus ho raha hai, jaise jam ho gaya, jab kuch padne ke lie ya Dimag par jor dalta hun to aur jiada hota hai, please help me
Ashwagandha or shatawar churan ko mix krke milk k sath subah sham khane k kya fayde hai
Mujhe 2 din se toilet krne k bad dard au jalan ho rha h aur 5 mint thik ho jata hai
Dr. Mujhe bulgum ki problem he.... Kya me doodh or banana le skti hu
डॉ. साहब मुझे Polycythemia Vera की प्रॉब्लम है जिसमे ख़ून जयादा और गाढ़ा बनता है लेकिन कैंसर नहीं हुआ है कण्ट्रोल में हैं. क्या मैं Dabur Shilajit Gold Capsul ले सकता हूँ?
Muze ankho k liye trifala powder se wash karne ko kaha gaya tha.ab market me pata chala trifala do kism ka hota hai.1.masale wala trifala 2.aawala,beharda aur hared..
Ab sawal ye hai aankho k wash k liye konsa use karna hai????pls suggest..
Ek bar 5 anti rabij ka injection le lene pr body me kitne mahino tk immune bna hota h or yah immune hamesa bna rahe iske liye kitne din bad bustar dose lena hota h
Sir meri biwi ki umr 20 hai aur uska wajan 40 k karib hai aur dubli hai kya karun, please kuchh batayen
Sir mere dono knee me joint p pain hota hai kya karun xray normal hai doctor bolte hai sab thik hai firr ye dard q hota hai aur iska nidan bataye
Sir/mam
Mujhe pesab bar bar aata hai
Aur dhat bhi jati hai pesab ke sath
Sir
Dhat rog Hai
Is ki wajh body me bahut
Alas rehta hai
Aur mujhe pesab bar bar bhi aata hai