sir mujhe 40 days se fever hai m.p. widal test c.b.c. me platelates 1.02 lakh aur rbc 5.4 hai fever me sweat kaafi ata hai plz tell me how reduce my fever i uses paracetamol ofloxcin etc
Sir or filhal me me himaly spuman us karraha hu kya mere liye sahi he
Sir meri parobalm kitne mahine me sahi ho jaegi but sir 2machine bad meri sadi hone wali he muje bahut tensan horaha hia
Mam Mera Umar 24 saal hai Mera shadi ka 4 Saal ho gaya hai lekin Main Apne Bibi ko sexually Khush nahi Rekh Pata Hoon aur mera sexually time 2 - 3 minute hai mujhe apna sexually time badhane ke liye kya karna hoga Koi Dawai? Koi ilaj hai To Bataye please
Mai 20 sal ki hu na to bodi banti hai aur na finger jisse mere pati mujhse naraj rahte h
Dilivary ke baad Tammy airiya ki fait kaise gthaye aur Tammy ke Nisan kaise jayege
Thaks for your suggestion..kya altroxin life time khani pdegi?iske toh side effects bhi bahut hai..ayurvedic treatment batayen pls
Dilivary ke baad se maim mujhe white liquid Bhut aata hai jo hmesha chipchipa lga rhata hai
Sir mein gym jata Hoon achhi daite leta hoon weght ganner bhi leta hoon par Mera bazan fir nhi bad Raha .
Iss problem ko solv Kiya jaa skta Hai?
Mera char baar miscarriage ho chuka hai..ab mujhe thyroid hai..doctor ne altroxin medicine likhi jo hmne nahi khayi..hmne kanchnar guglu use kiya jis se frk pd gya..medicine chhod di thi..ab dobara test krane pr TSH 5.54 aya hai..solution batayen please
Sir mere Kam umra me hi Baal bahut Kam ho gaye hai Mai kya Karu yadi kuchh chamatkari options hai to batao. Thanks.