ba*** लगभग 7 साल

Mere baal bahut JAD Rahe he

Ra********* लगभग 7 साल

Sex krne ke bad ldke ko Kitni der ldki upr rhena chye taki jldi pregnant ho ske

Ru**** लगभग 7 साल

Sex timing badhane ke kya upay hai aur lund ko pattar jaisa krne ke upay batai ye meri age 27 hai

Ya** लगभग 7 साल

Mairi tummu buth h kya kru

Ji************* लगभग 7 साल

Or mujhe bhot weakness bhi rhti hai or sharir me thakaan rhti hai regular har wakt nind aati hai

Ya** लगभग 7 साल

Mai pet buth fula huya h kya kru

Ji************* लगभग 7 साल

Mere sir me dard or sir ghuma ghuma sa rhta hai or regular acidity rhti hai

An** लगभग 7 साल

Mere papa ki age 70 yr hai. Unko diabetes hai aur unko uric acid bhi badhi rehti hai jiske karan unka pair bahut dard karta hai.. chal nhi pate,sujan bhi rehti h, doctor ki dawa se unhe aram ni mil rha. sir ap bataiye kya kre. please

An** लगभग 7 साल

Mere papa ki age 70 yr hai. Unko diabetes hai aur unko uric acid bhi badhi rehti hai jiske karan unka pair bahut dard karta hai.. chal nhi pate..sujan bhi rehti h.. doctor ki dawa se unhe aram ni mil rha .. sir ap bataiye kya kre..plz

Am******** लगभग 7 साल

Sir meri age 25year ki sir mere poore shareer pr bal nahi h sb ud gye Sir kuch medicine ke bare me btao plz sir

An**** लगभग 7 साल

Muje weakness feel hoti h jiske karan sir me chakkar se aate hai?

Am******** लगभग 7 साल

Sir balo ki kuch medicine btao mere sar pr ek bi bal nahi h

Am******** लगभग 7 साल

Sir mere sar pr ek bi bal nahi raha h sb ud gye h sar bahut khujli Marti h or chhoti chhoti phunsi nikal rahi maine bahut elaj kra liya h lekin koi fyada nahi Ho raha sir g ap kuch btao

VI**** लगभग 7 साल

Sir mere chasma lga hua he chasme right eye me 0.75 SPH Or left eye me 1.00SPH He
Sir muje aleo Jyoti plus use krna he kese kru

Ch********* लगभग 7 साल

Mughe nind nhi aati hai depression ke karan kuch dwaai ka naam bataiye

Ch********* लगभग 7 साल

Mughe nind nhi aati hai depression ke karan kuch swaal ka naam bataiye

Vi************ लगभग 7 साल

Sir muhje shighra patan or shoupan dosh hota Hai to Kya Mai himalya ki 'gukshura ' le sakta hu??

Sh*********** लगभग 7 साल

Sir meri age 22 year hai Mujhe pichle 12saal se dore padte hai tabhi se me Dva kha rha hu subah zeptol 250 or sham ko 200mg ki sir me thik kb tk ho jaunga

Vi********* लगभग 7 साल

M vaccume pump use kr skta hu kya mere ling bhut chota h

Vi********* लगभग 7 साल

Sir 4 month se hasthmathun nhi kiya h pr 15 din m ek baar nightfall ho jata h aisa kyu ho rha h koi ilaj btao

Vi********* लगभग 7 साल

Sir dhaat pd rhi h bhut jyada kya kru hastmaithun kiye 4 month ho gye h

Vi********* लगभग 7 साल

Sir mujhe ling ka size btao kya hona chaiye mera ling 2 inch ka h kya ye shi h

Du***************** लगभग 7 साल

Sir mere aik ghutne me soojan or dard rehta, dard kabhi kam or kabhi jayada ho jata Hai, lekin soojan ki bajah se pear moud nahi pata, or jab dard hota hai to acuvin or dolonex dt le leta hu, dard kam ho jata Hai par permanent elaj nahi ho pa raha hai, uchit upaye bataiye.

su*********** लगभग 7 साल

Sir mere ghar me 2 saal ki bachhi hai usko ek hafte se sharir me kai jagah chhote daane se ho rahe hain aur khujli bhi hoti hai vo roti hai krapya upchar nirdisht karen

An**** लगभग 7 साल

Mere 17 month ke baby ko loose motion hue hain or dwai se control nhi ho rhe.what should i do?

डॉक्टर से अपना सवाल पूछें और 10 मिनट में जवाब पाएँ