Pichle 15 Dino se ye problem ho rha hai doctor ko dikhya par samajh nhi PA rha hai koi
Sir ji mein jab bhi sex karta hoon toh bahut hi jaldi ho jata hai toh mei. Sex ko thoda aur jada time ke liye badhana chata hoon
Sir ghumta hai hanth pair jhanjhnahat hota hai aur sir me dir rahta hai sir hard ho jata hai chuti karne me bhi nhi lgta hai kya ye koi gambhir bimari hai sir bechani aur ghabrahat bahut hota hai
Respected sir, my wife's boobs are small and loose. How to do increase and tyte. Plz Tell me sir
Meyre Shaadi ko 3 months ho chukey h or muzay 3 months sey periods nhi huy h or check kerny par pata chala ki Mai pragent bhi nhi hu
Sir agar mai viagra khaun sex ke phle to kya fark aayega and kitni matra mein khaun ise plz poori jaankaari den
Mai magnesium valproate 800 mg 5 saal se 100 mg amisulpride ke saath leta rha hu.avi multivitamin a to z,aur Saraswatichandra aur ashwangandhrist ka combination le rha hu.haa ek mahine se levocetraz aur ek week amoxiciline liya tha
Sir ji mera stool normal colour ka nhi hota,brown colour rahta hai.aur kuch food particles undigested wale v aate hai.kya ye normal hai .agar nhi to upay bataye
Sir bachpan mein mere ek andkosh mein swelling aa gayi thi bt abhi uska size doosre andkosh se chhota hai koi samsya to nahi
Sir mai phli baat sex karne ja raha hun mera penis ka size bada nahi hai plz help me
But me khareed chuka hun 1 hi tablet khai h jis medical se li thi wo bol rahe hai ke aadhi tablet khao or ab wo wapas bhi nhi lenge ab kya karun me
Doc sahab mene बैद्यनाथ कामिनी विद्रावन रास liya hai kal pehli tablet khai thi 1 goli dudh ke sath khana khane ke baad pr tablet khane ke baad mere hath pair sunn hone lage or raat ko neend bhi nhi aae sahi se garmi bhi boht lagne lagi kya krna chahiye plz answer me?
Profile pe dal di h pic ese nishan mouth pr or chest or back pe sbhi jagh h
sir hamari bati hai jo ki one year six month ki ho gayi hai .sir usko four daat upar ky aur do daat nichy ky nikly hai . baki nahi sir kya usko kalsiam ki kami hai ager hai to kaise kya kare plz
Sir muje low sperm count iske liye kya persalienum e tablet thik rhega iska istmal pahle kar chika hu kripya apni rai bataye
Pls reply.. badhnath ka dhatupostic nahe mil raha he to or Kise compni ka acha hota he or sir me himlya tentax royal le raha hu iese pani ke sath li sakte hana or sir pantjli aswgndha bhi le raha hu to sir en teno dawiyo ka fayda kitne dino me hota he or kab take Lana he pls batye