Sir mujhe gussa bhut aata aur bhut over ho jata h negative bate AA jati h dimag me gussa control nhi KR pate hmesa sad rahte h sar me pain rahta h plz btaeye ye sab kaise sahi hoga
mera period nahi aya or test negative ane ke bad doctor ne muze wait karne ko kaha hai ab 7 din or hogaye hai mere kamar me halka dard hota hai jab mai jada baithati hoo or pet me bhi thoda kya mai pregnet hoo
Sar ek oxyglow fecial hai or ek oxyglow golden bala isme se konsa used karu
Sir menforce or vigora TEBLET ko chhod kar koi or bhi TEBLET he jiska asar 30 se 45 mint ka ho
मेरी उम्र 31 साल है वजन 60किलो है मुझे अपना वेट 10 किलो बढ़ाना है मेरी हाइट 5 फीट 10 इंच है उसके लिए मैं क्या उपयोग में लूं कुछ बढ़िया टैबलेट हो तो बताइए
Sir mene kal man force TEBLET istemal ki thi par usse kuchh hua hi nahi 10 mint me viry nikal aaya
Sir mujhe sex me timing ki dikkat he me samay nahi le pata or ek bar sex karne ke bad ling me tanav nahi ata
Sir aashvagandha or shatawar churan mix krke khane se bhi sex time badhta hai kya
Hello good morning sir
Sir mere sote samay meri gardan Chali jati hai us wjh se mujhe gardan me bahut pain hota h aur uske effect se mujhe fever aa jata hai
Aur yeh mere sath week me 2 3 baar ho jata hai
Present time bhi isi problm ka face kr raha hu
sir mere crush ko menstrual me had se jayada pain hota hai ..... to kya kare
Sir meri 9 month ka boy hai. Jb 6 month ka hua tb mc hua tha fir tb se mc nhi hua hu pregnancy test v 2 bar hua to navigate aya sochu let se hoga lekin 3months ho gaya nhi ho rhe hai mc kiya karu
haldi se koi problam to nhi hogi
subah haldi ka pani pine se koi problam to nhi hogi
Sir mere ling me tedapan hai or sperm bhi Jaldi nikl jate hai or size bhi kam hai. Plz sir Koi upay bataye
Sir meri dd ko 9mah k bacha hai. Ab 15 din se sathan me gathh hai .aur fever v rhtha hai.docter se dikhane par infection ki dava mainkind cv 625 kha rhi hai 8days se.lekin koi fayda nahi hai. Ab dudh v nahi aa rha hai ek sathan me .
Sir bhari lagta hai aur chakkar aata hai aanth pair jhanjhnata hai aur kabhi kabhi kapta ta bhi hai
Sir mere left foot pe chot laga tha 1.5 months aage jisse andruni ghaw ho Gaya.abhi tak 3 doctors ki dawa Kha chuka hu par abhi bhi pure tarika se thik nahi hua hai