Sir mere Gaal bhut pichke hue he sir mera chehra bhut kharab dikhta he sir koi upaye bataye ke ye Gaal bahar aa jaye
V vash ke saath koi medicine bhi Bata dijiye cz Abhi Mai dr ke pas Ni ja Sakti kuch problem hain cz hospital thoda dur hai so 5-6 days me jaungi but agar koi medicine Bata denge to may be usi se aram mil jaye
But ap koi dawai to Bata sakte jise main theek ho jau bahut itching hoti hain and Dane v hai apki medicine se nahi relief hua tab checkup Kara lungi
Mem me unmarried hu and jise meri shadi hone wali uske sath mani sexually ho gyi mane i pill bhi khali and jo periods ke liye 21 goli hoti h vo bhi kha li 4 days ho gye mere periods nhi aye h me kya kru
Mujhe 2 mahine se yoni me infection aur itching hain koi achi si dawai bataye please jise jaldi se aram mile
S. G.p.t chekup kya hai vo normal kitna ke bich me hota hai mery sister ka huaa hai
Mera masikdharm ruka huwa 6 month hogaya me married ladki hu is se pahile vi masikdharm time se hota nhi tha par is bar tyo 6 month hogaya masikdharm huwa nhi be aur baby taste karke dekha auspe vi negative dekharaye me kya karo kaun si dawa lelu
Sir mujhe halka bukhar har time rhta hai aur bajn bhi bahut kam hote ja rha hai bhukh bhi nhi lagta hai kya kare
Mere papa 40 yrs Kk hh or jabde Ki nasoo mm dard hota hh or Vo shoulder Ki left side hota hh or sene mm chala jata hh or unhe sugar or bp bhi hh or Dr ne nerve blockage Bata ee hh so sir Aap bataiye Kya Kere ....plzzzzzzz