Sir mere beard nahi a rahi 20 years ka ho gya hu jaha starting mein ayi beard ohi aa rahi hai bs oh b puri trah se nahi main kya kru ki beard aa jaye
Mera Bhai ko 15/20 din se pila hai ,usko livecare syp chalraha hai uska satme kya iron koi syp pila Sakta hu
Sir Mai extra power capsule ride me ka capsule lena sahi hai bal jhadne me
Sir Mai NE-400 capsule aur softgel subofer capsule le RHA hu ye sahi hai bal ke jhadne me
Sir mujhe typhoid hai doctor nai mujhe yeh medicine likh kar di hai .....Ranitdine tablets ip 150 mg , Cefixime tablets ip & Paracetamol tablets ip 500mg agar fever aaye tou paracetamol leni hai ...Sie kya yeh medicine sahi hai typhoid ke liya
Sir mere bal white ho rhe hai khi khi or growth b nhi ho rhi or kafi ptle b hai...and face pr pimpl or muhase niklte rhte hai
Operation Toh nahi karvana hoga sir sath hi eski vajah se ling ekdum chota ho gaya h me Kya kru mera dimag nhi kam kar raha h kitna pess lagega ilaj m
sir namaskar mere pet mein khane ke 15-20 min bad dard hota hai or bar bar hota hai ultrasound karane par ye nikla note is made of gaseous distention of colon with tenderness sir please help me
Sir mere Bob 2 month se inlarge ho Gaye hai to me kya Karu koi Achi si medison bataiye jishey ye Sahi ho sake me bahut paresan ho doctor me Jane se hicak lag rahi h t shirt pehnne me wo bahar ki dikhai dete h jishe me t shirt bhi nahi pehanta hu please sir
Sir mera bal bahut jhad gayahai mere Ball me pata na kya nakhun se kujali karne par ganda sa nikalta hai sir mai kitna hi saf karu nahi nikalta ye gandgi hamesa rahti hai ek Dr, se mile to unhone kandid TV lagane bataya tha par usase kuch fhayada nahi hua sir pleese koi dawa bataie ki e jhadna band ho jaye aur bal wapas aajaye thanks
Sir mere left side pet me drd h thoda aur urian me jalan bhi h norflaxacin 400 li h
Hello sir,mere baal tutate hai aur ek saal se aisa ho rha h ,mai trifala turan bhi roj sube khata hu mahabrngraj oil bhi use krta hu aur meghdoot satreetha sampoo bhi use krta hu ,fir bhi dheere dheere km ho rhe hai baal plz kuch upay btayen sir
mre fcae per chott ke nishan ha jo wait ha melanocyl salotion uske liye thek ha
Ling ki upri chmdi ki starting chmdi thodi hard h usse soft krne ke liye kuch ho to bataiye
Baby kerne ke liye sperm kaise hone chiye sperm ke liye kye kye kahne chiye kye madicn lenni chiye baby krne ke liye