Sir mujhe bhuk nhi lgt sir aap.btaye mujhe kaise bhuk lage aur fitness saho sir zaroor btye
Hello doctor ...mere face bhut jada dry aur rukha sa rhta h jis trh sardiyo me but hmesha Aisa nhi rhta tha ...kuch upay btaiye ki Mera face oily ho jaye
sir majhe 2 sal se sardi hi har roj subhe shink aati hi aur abhi 2 hapte se khasi bhi hi please kuch upay batavo pehele apne bataya tha vo maine kiya lekin kush asar nahi mila
Papa ko sir me 3 amrez hai usi ke karan unko lakhva huva hai or me janna chata hu ki papa ka bolna to aa jayega na eshi koi goli batao ki wo bolna sikh jaye plzzz koi upay batao
sir,mujhe bipolar disorder h aur me pichle 1 saal se medicine le raha hu magar koi asar nahi ho raha h bht jyda mood swings aate h main apni zindagi se harne laga hu kripya koi isse mukti ka koi sujhav de?
Hi Doctor.......Mere Bal kafi dino se jhad rhe hai, hair transplant ke alawa koi upay hai.
Sir mai saraswtarisht aur ashwgandharist ka combination use kar rha hu kya mai penis mai jalan ke liye jo aapne suggestions diye use of shatdhout ghrit ,chandnashav, aur shatawar churn ek sath le sakta hu kya
sir mera w8 kaffi badh gaya hai kosis krti hu ghatane ki nahi ghtta or sath me mujhe migraine v hai mai roz sir dard se pareshn rhti hu please koi upay btaye.
Sir mahila Ko satisfied karne ke liye kitna inch ka penis hona chahiye
Sir mera nightfall ho jata hai Mai kya karu ki mera nightfall thik ho jaye bahut jyada nightfall hone se mujhe bahut jyada chirchirapan hota hai or bahut hi gussa v aata hai
Hlo sir
Mera naam javed hai mai pichle 8 9 month se bimar mahsus kar raha ho mare sir mai pain hota hai aur dil ki dhakan badh jati hai mai checkup phe kiya hai sub normal hai bus mai nagivati soch ta ho hi bimari ko lekar mare dimag soon hogiya hai mai kya karo mai bahot kamzor mahsus kar rahna ho mujhko pilse ki bhi sekayat hai abhe mai etizola tablet la raha ho
Sir mujhe chipiya(ghav jesa) ho gya he kai dino se thik nhi ho rha he
Hlo sir
Mera naam javed hai mai pichle 8 9 month se bimar mahsus kar raha ho mare sir mai pain hota hai aur dil ki dhakan badh jati hai mai checkup phe kiya hai sub normal hai bus mai nagivati soch ta ho hi bimari ko lekar mare dimag soon hogiya hai mai kya karo
Hello Sir mera Oct -2017me accident huva tha.mere chati ghasa our sir ko chot huvi the. Fir mai normal hone ke bad sir dukhane laga mir Kara ne ke bad helotoma bataya. Fir Mera operation huva. Lekin Abhi mere chati me pain hota hai. 2 bar ecg kiya report normal. Lekin Phir Bhi dard hota hai Kya Karu? Mai safe hu Kya?mai normal jindagi Kab ji sakta hu
Hello Sir mera Oct -2017me accident huva tha.mere chati ghasa our sir ko chot huvi the. Fir mai normal hone ke bad sir dukhane laga mir Kara ne ke bad helotoma bataya. Fir Mera operation huva. Lekin Abhi mere chati me pain hota hai. 2 bar ecg kiya report normal. Lekin Phir Bhi dard hota hai Kya Karu? Mai safe hh