mai 27 year ka unmarried hu plz mujhe ling ki average lambai aur motayi btaye normal me aur excited hone pr v
Mam ladkiyo me periods kab, kitne dino bad aata hai aur kitne dino ke liye aata hai
Sir mera ek friend h gym me trainer h to ush se mene jab kaha to ushne mujhe kaha tha k anduramass paudar lene ko dudh k sath subhe sam to ush se to koi problem nahi hogi na
Sir ye khana khane bad leni hai Brahma rasayan ka use kar sakta hu
last 2 year se peshab me jalan h dr ko check krwaya to bola mujhe koi bimari hi nhi hai or mana kr diya ki iska koi ilaaj nhi hai im very dipressed kya kru sari checkups krwa chuka hu har bar normle aa rha hu bt jalan nhi ja rhi hai kabhi kabhi to bahut tez hoti hai please tell me im very dipressed
Sir maone bread ke bare mein pucha tha aapne bola tha k malai se malish kro raat ko or overnight ese hi rehne du or castro oil mein vitamin e ke capsul mila ke lgao to sir yeh kis lime lagana hai or kya matra honi chahiye
Sir mene garare Roz kartahu but MERI nak gala tonsil sines ki bhi porb Hain thoda thakawat bhi lagti
Bloating, acidity,gas, light small loose stool stool not pass,lesions-oesophagus, stomach,h+I've pylori in endoscopy on September 2016
Sir muje 1 mount Ho Gaya exercise karte hue par Meri चर्बी kem Nahi ho rahi hai mujhe koi farak nahi dikha hai isiliye mujhe kuch tarike Bataye Jise Mai fat Braun kar sku
Female age 55 years cholesterol 266. Avastrain 40mg 35 days tak li ab rosuvastatin 20mg le rahe h. Safe hoga kya
Mere husband roj sarab pite h plz koi daba bataiye jisse ye lat chut jay
Sir mjhe chikna mul ar peshab me dikkat aa rhi piche 2 mahina se...pet drd rhta...sb check krwaya ct scan , ultrasound normal nikla...btaeye kya kru..ar kisko dikhau? ?
Maine lagbhag Sabhi homemade or medicine lekar try karliya Hai magar open pores par koi asar nhi dikh RHA h koi upay bataye
Bich m 11 April ko mere let m pain home k Karan zylocon injection lagwai thi or painkillers ki thi
Dr. Honey g eyes main white motia ka koi treatment hai ya surgery hi only solution hai plZ reply
Sir, 64 years old lady ka weight 88kg hai plZ obesity kam karne ka up at btayain
KAL SONOGRAPHY KI OR PATA CHALA KI MUZE PCOS H. KYA MAI KABHI MAA NAHI BAN SAKATI KYA PLZ MUZE BATAYIYE MAI BOHOT TENTION ME HOO . DOCTOR NE MUZE TAB DI HAI FOLININE TAB.. AB MAI KYA KARU
Sir mere pet me rahta hai
Letring ke saat aano ki shikayat rahti hai upay batae