Hello, sir mujhe cough ki problem hai 2month se bahoot sari cough syrup bhi pi chuka hu Lekin cough m koi Vishesh aaram nahi hua. Surat mai mujhe cough k sath kafi mukas aata tha(kyonki ye cough mujhe whether changing ki wjh se hua tha).Lekin filhal kaf thoda Kam aur patla aata hai. Mujhe koi achha Samadhan de aur koi advice bhi de?
SIR MERE ANDASYE ME KUJLI CHAL RHI JISKI WAJH SE WHA PUNCHI HO GAI H MUJE KOI UPAY BATY
Sir mughe Bhuk nahi lagti bohot kam kha Pata hu or mai bohot patla bhi ho gaya hu to koi upaay bataiye jisse jldi ye Thik ho jaye
Sir mere pet ke left side me halka halka dard hota hai Aor kisi kisi time khujli bhi hota hai. Kiya karn hai
Iske Alawa mujhe T.V. ki bimari hai. T.V.ka Dawa kha raha hoon kuch bataye
Raat ko need nhi aati deprataion Iske effect sex life pe ane lge hai
Kya ye medicine puri trah se theek kar degi or issy koi side effects bhi ayenge
Mera triglycerides level badha hua hai usey mujhko or bhi bimar jhelni padh rahi hai high blood pressure ki samsya jaisy. To koi achi se achi dava ho jo mera triglycerides level ko kam kar de or cholesterol ko bhi.
Sir mujhe koi Desi Nuskha Batao isse mere ling ka Virya Jaldi Na Nike Please Sir
Sir mujhe vericocel h stej 1 h mujhe kya kaRNA chahiye ki ye thik ho jaye
Sir mera mouth pura nahi khulta aur mai 4 year se Gutkha Kha Rha hu jiski wajah se ek ungli bhi mouth me nhi jaati
Sr- hastmaithun ki adat ko kai se sudhare man manata hi nhi aur kr dete hai
Sir mere pet me kabhi kabhi ruk ruk ke dard hota hae aur vo 3 din se leker 4 din tak pareshan hota hu deva khane ke baad bhi please koi upay bataye