Sir mujhe Dhup lgne se fivar sr dard hone laga tha.us time me zifi200 2tab pairacitamol 2tab. Liye sahi ho gya par peshab karte samy youni me bahut dard hota h peshab ko control nahi kr pa raha hu water cocunat water bahut jyade pi raha hu pr aaram nahi mil raha h.
Meri wife pregnent hai but unka 2month chal raha hai jab batrooom jati hai to dhat aata aur 3-4 se to thoda sa blood bhi aa gya hai
Sir. Mai khade hota ho to dimag mai chakar kaise lagta hai aur leta ho to achcha lagta hai Mai kya karo aur mai nigivati soch ta ho mera sarir bahot chota ho raha hai mai bahot kamzor mahsus kar raha ho
SIR MAI STUDENT HU AUR MUJHE NA NEEND BHOOOT JALDI AA JATI H PADHTE PADHTE....JALDI BOR HO JATA HU LEARNING SE KOI UPAYE HO THO BTAYE TAKI M APNI STUDY ACHE SE KR SKU
Mere bachedani m sujan h 2 month se.. davai li regular or injection b lgy ab h kbi kbi pet m right side drd or kmr drd hjta h ..last month 22 ko period hua is br 19 ko 3 din heavy blooding hui fr bnd hgyi kl se white water dischrge hra n petm side m n kmr m drd h shadi ko 1 sal hua h ab conceive krna chrhy h...kya kren?
sir meraa baal bahut jhd rhaa hai aur baal dhire puraa jhadtaa jaa rha hai
Dear Dr. Mujhe 16 weeks ki pregnancy hai and mereko bhuk to lagti h lekin Koi bhi chij khane ka dil nhi karta sabhi chijo se ulti aati hai roti bhi nhi kha sakti smell aati h
Sir ji hamako shigrpatan virya patlapan and sex karane par virya thoda sa nikalata hai sir ji aayurvedik ilaj bataye plz plz...
Sir 7-8 ghante din me continuously sona chayiye lekin mai raat ko 4-5 ghante se jyda ni so pata kyuki subha coaching jana hota h jldi
Sr secx karne se paihle virya Nikal Jata hai ya to 1mint rukta hai
mere follicle grow krne ke baad ruptured nhi hote aur mere husband ke spurm account bhi kam ha plz bataiye mein kya karun
mere follicle grow krne ke baad ruptured nhi hote aur mere husband ke spurm account bhi kam ha plz bataiye mein kya karun
sir chere pr mere pimple aur gaddhe ho rhe h kabhi kabhi funsi ki trah ho jate ,
sir chere pr mere pimple aur gaddhe ho rhe h kabhi kabhi funsi ki trah ho jate , sir aisa upay btao jisse fir kabhi na ho please sir