Sir. Mujhe chakar aane jasi feeling hoti hain lekin chahkar aata nahi. Aur na hi kabhi aaya. Esa lagta hain ki chakar aa rha hain. BP normal hain. Kamjori bhi nahi hain. Kya problem ho sakti hain?aur agar Dr. Ko dikhana ho to kaun se branch main dikhana chahiye??? Plz. Mention. I shall be very thankful to you.
Sir mai 21 saal ka hu...mene apna urine test kraya kch ni nikla...nd mai peshab krne jata...th peshab bht musqil se niklta nd hota bhi th pura no hota
sir ji mere chest mai halka
pain hota hai or morning mai jyada ho jata hai
please tell me sir
Sprem count nil hai us Ko badane ke liye upaye.
Koe esi medisan hai jis se Sprem count badsakte han please sir help
sir sex karne intrust bahut kam hai kabhi_kbhi toh karte huae shod deta hun jab thik se krta hun toh time bahut kam lgta hai jaise ki 1 mint se bhi km pls' help me sir ji
Sir mai depression mai ho kuch thik nahi lag raha hai mera dimag bahot soon ho giya hai kamzori bag of hai mai abhe etiloze tablet laraha aur caldikind plus leraha ho kya thik hai
Pita ji ki mrityu 9th of Jan 2018 ko hui. Fir bachcha bahut bimar ho gya. I was in totally dipressed position. Feb month se body me tarah tarah ke symptoms ubharte h kabhi left hand me or left side chhati me dard hota h. Kabhi right side chhati me dard hota h. Kabhi bahut ghabrahat hoti h. Kabhi ghabrahat se ulti ho jati h. Mere dimag me hamesha ye rahta h ki mujhe koi badi bimari to nhi h. Kabhi lagta h ki mujhe heart attack to nhi ho jayega. Maine apne saare test ECG, ECCO, TMT, CBC ULTRASOUND, KFT, LFT, CHEST EXRAY. ENDOSCOPY Bhi karayi h. sabhi reports ek dam normal h. Abhi mera ilaj ek gestrologist se chal rha h. Aap bataye mujhe kya karna chahiye.
Meri heat artery mein shayad blockage hain kya mein arjunaristh ka Sevan karoo.
Sir, mere jangh me dane nikalte hai or usme pani bhi hota hai or phut Kar fail jata hai or usme khujli bhi bahut hota hai Ye mujhe 2 saal se hai thik nahi ho raha hai koi dava batayiye please sir
Sir Parle penile papule Kya hota hai ye Kaise hota hai
Isse kya problem hoti hai
Sex karne ke bad vegina se thoda sa sperm bahar aa jatA hai
Isse Koi issue to nhi
Mujhe lgta hai angyna disease ke lakshan hain mujhme saans fulna,pith me dard ,baanye haantho me dard .kya upchar karun
Sir kiya main silymarin with b complex. Syrup ke sath live 52 ds use kar sakta hun.
Sir kiya main silymarin with b complex ke sath live 52 ds use karne sakta hundreds.
Sir mujhe Gambhir mansik problem hai .mai hamesa udas rahta hu .subah jaldi uth nahi pata.office rahta hai to thik warna Ghar mai bilkul soya para rahta hu.wife se relationship sex bhar simit rahta hai ,jo daily nhi hota.mera wajan 83 kg hai.overweight hu 12 kg.hamesa sochta hu ki mujhe bahut sari bimari ho gyi hai.medicine khata kam kharidta bhut hu.hansta nhi hu.mujhe kripa kar sahi lifestyle aur bhut si jaroori bat bataye.