sir mujhe sighrptn bchpn se hai second me hi discharge ho jata hai aur mai 14 saal se bed pe apna ling rgrkr masturbate krta tha bahut hi jada 19 saal se aur v badh gya aur 22 tk kiya hua abhi mai 27 ka hu abhi v kabhi kabhi masturbate krta hu mera ling pahle lmba mota tight tha ab to chhota ptla tedha ho gya hai narm v hai.please koi permanent ilaaj btaye jis se ling mota sakht tight aur sidha ho jaaye aur sighrptn chhut jaaye.Kya dhatupaushtik churn aur shilajeet gold se mai sexually fit ho jayoonga aur kitna din dbaa khana hoga.
sir meri age 27 years 35 kg wait mera bhut kam hai kya kre ki wait bare
Maine aapni wife ko 6 month Mai 10 I pill tablet diya hai meri wife ko left side pet mai bahut dard ho Raha hai Maine meri wife ko hospital mai 2 din admit bhi Rakha tha or sonography Mai infection aa Raha hai ESR 52 Aa Raha hai meri wife ko abhi bhi bahut pain ho Raha hai ab Mai kya karu muje kuch jankari dijiye plz
Mai ne aapni wife ko 6 month Mai 10 I pill tablet Khilaya hai ab mari wife ko left side pet mai dard ho Raha hai ab Mai kya karu
Hello sir mai boys ke liy ayse medicine k bare me janna chahti jo sexx timing bdhane k liy use krta h sexx krne se 1-2h phle
hello.......3 months se mujhe periods nahi ho rhe .mujhe hypothyroidism ki problem hai jiska treatment chl rha hai aur abhi normal bhi hai .mujhe ka medicine leni chahiye ya koi test krwana pdega.Plz suggest me.
sir mere lal danedar dad ho rhe h
Me do teen saal se pareshan hu me lagbhag tees hajar ki davai bhi le chuka lekin fayada nhi huaa aap meri madad kare
Hello.. Kuchh Dino se mujhe bhukh bahut jyda lgti h or khate time pani b pyas lgti h or bahut ghabrahat si hone lagi h or itni bhukh lgne or khane k bad b health down ho rhi h skin b dry lgti h neend b nai aati h aajkal or heart beat bahut fast ho jati h suddenly so plzzzz btaiye ye kis bimari I symptoms h... Or pani to khub piti hu main diet b sahi le rhi fit b health down kyu ho rhi h
Testostetone level kaha check hota.aur upchar kitne din tak lena hai.kya isse mujhe aaram milega
Hame bataya gaya tha.trifla powder ko ubaal kar us kaadhe se aankh wash kare...so to ham karte hai.kya ham trifala ka ye pani drop ki tarah aankho me daal sakte hai????
Mere papa ko 5 saal se asthma ki problem hai Jiska ilaj chal raha hai lekin Pichle 6 Mahino se unhe jukam Ki Kafi Jyada problem ho rahi hai kafi medicine le rahe hain par thoda bhi Aaram nahi mil raha hai koi accha sujhav the
Sir mujhe helth banni hai lekin me nassa bhe karta hu sir nassa chonee ka upya beyta plese sir
Sir Mere papa ko Paanch Salon se asthma ki problem hai uski medicine chal rahi hai but Pichle 6 month se unhe jukam ki Kafi problem ho rahi hai Kafi medicine le chuke hain but bilkul bhi Aaram nahi pad raha hai kuch Sujhav de plz
sir , mujhe typhoid fever hai main last monday se Cefixime tablets ip 200mg & Ranitidine tablets ip le raha hu , lekin mere paas yeh sirf aaj ki hi baki hai aur market main yeh nahi mil rahi hai ,sir iska koi substitute ho tou vo main le lu ,pls aap bata de
Or kis karan se ho rahe honge me abhi filhal candy chus raha hu usakekaran to nahi
Sir maine apne body me compound dithranol ointment derobin ko 2 bar lagaya tha to red colour ka scars ho gya h vo mitega ki ni sir
Sir muze muh ke chale bar bar ho rahe hai kya kare koi aisa permanant u pay bat aye plz