Sir mere juban ke under wale hisse me dana ho gaya hai above 10 daays se hai ye aur masude ka rang bhi cream colour ka ho gaya hai kya ye cancer to nahi sar i need your help mujhe bahut darr lag raha hai aur ha sir mera tooth extraction bhi hua tha 18 din pehle kahi ye jo masude ka rang cream aur dana jo jibh ke under wale hisse me hua hai kahi wo tooth extraction ke karan to nahi hai na
Doctor sar madam mere 5 days se nabhi ke right side me jalan si ho rahi hi or body me kahi bhi Kate ki taraha suii su jhubhan hoti hi
Meri hath ki ungli ke nakhun mey kuch ghus gya h.. saad brtn saaf krte tym... Ab meri ungli bohot drd kr ri h..nakhun se.. or soozan b aa gai h..plz kuch btaye..ghr k upchar
Sir mje kidney failure h meri urine se bhi protien niklta h urea 144 or creatnine 5.92 bhi high h or haemoglobin bar kam ho jata h sabi trah ki medicine try kr chuke h please advised me
Sir mere baal bahut patale Ho gaye hai aur Teji se jhad raha hai khash taur se bich se jisake karan niche ka Sir dikhane laga hai
Baal ko ghana karana aur mota karane ka upay bataye please
Hello sir mene apni gf ke sath next month anal sex kiya tha or sparm piche chale gaya tha kal uska period a gaya h to ab pregnancy koi khatra to nhi na uska period uski date par aya h
Mai Apna Gaon sukhane Ke Liye septran Goli kha sakti hoon baby ko feed Karate Hoon Mere nipples cut gaye hain ya phir do teen din tak doodh na pilao to do so To Nahi Jayega
Doctor meri body kamjor h aap mujhe koi treatment bataiye jisse meri body se kamjori chali jay
Beti 17 month ki hai usko urine yellow colour ki hoti hai please kyu Hoti Hai Bataye aur uska koi
Baby ko Mai Jaise hi baby ko feed Qurani lagti Hoon phir se nipples cut jata hai please uska koi upay Bataye
Sir please achha upay btaye 3 saal se chehre pr pimple h bahut ilaj bhi karaya Dane bhi h
Sir m chehre ki funsiyo k liye azithromycin fluconazole ornidazole ofloxacin tablet le sakta hu kya
Sir mujhe bahut Dino se chehre pr funsi nikal rhi h bahut ilaj bhi karaya lekin koi frk nhi pda kya m azithromycin, fluconazole,ofloxacin ornidazole tablet le sakta hu please sir details m btaiye