Mu********** लगभग 7 साल

Sir,
Can u provide me solution for Heavy Sweating: Antiperspirants

Mu********** लगभग 7 साल

Sir,
Can u provide me solution for Heavy Sweating: Antiperspirants

ta***** लगभग 7 साल

Sir mera name Tanveer hai Meray chary ke left side mey rase key takranay se Gale Ke Samne wale Samne wale hisaay me Tej kichao masoos Kiya tha Yeh Chod 6 saal Purani Hai jis key Karen Meray mathey par sunn ratha hai dipratio jay se halaat rahtey hai mey kis doctar Ko dikhau is say sambandiht halat Yeh hai ki pay shaap me jalan Rathi hai thakaan bhi Rathi hai kamjori bhi zayda masoos hothai hai avaaz or prakaas Kay roshni key prathi zayda savedan shelta Rathi hai

Ra*** लगभग 7 साल

Sir mai kitna bhi khata pita hu par kuch sarir me nahi lagta hai mai kya karu

Ra*** लगभग 7 साल

Sir mai kitna bhi khata pita hu par kuch sarir me nahi lagta hai mai kya karu

Ja********* लगभग 7 साल

Mujhe sujan ho jaati kabhi hoonth par kabhi eyes par kabhi nose par aut haathon mein kharish hoti hai

Mu********** लगभग 7 साल

Pls provide me solution for Heavy Sweating: Antiperspirants.

He********* लगभग 7 साल

Sir how to remove pimples

Sm*** लगभग 7 साल

Dettol and Udine
Colgate
Soda, salt, vinegar,soap se pregnancy test
Wo 100% true report Hoti hai

Ma******* लगभग 7 साल

Sir,
Meri age 28 yrs h. Mera thyroid profile test me t3 = 0.51ng/ml (lab level 0.58 -1.59) & T4 =4.06 ug/dl (lab ka normal level 4.87- 11.72) and TSH = 3.75 ulU/ml ( lab ka normal level 0.35-4.94) h....
Plzz btaye ki in test k aadhar pr Kya problem h

Am******** लगभग 7 साल

Doctor ji din me ke aage di lekh Gaya hai samagh me Nahi a Raha hai kaise leni hai

Ra******* लगभग 7 साल

Bp high hi rhta h

ra******** लगभग 7 साल

Mera anti rabij vacation rannig me h isse pahle dog bite hua tha to mai 0,3,7 teen vacation lgva chuka hu lekin aj fir usi pair ke cut pr mad dog ka gira hua saliva lg gya ab vacation suru se start kru ya ,14,28 jo baki h vhi dono bite ko cover kr lega pr dono bite me 7 din ka antral h pahla bite hua fir vacancies liya 0,3,7, or 7 din vale vacancie ko leke ghar aa raha tha tavi shahrr ke mad dog ka saliva mere wound pr lg gya ab vacancies suru se lu ya vahi start kia hua kam kar lega

Pr***** लगभग 7 साल

Abortion pills kitne time tak li ja sakti h

ma***************** लगभग 7 साल

Mero ko nabhi ka problem h 2 sal se bayi side jati h rukti nahi or gas kbj bhut bnti h

Am******** लगभग 7 साल

Mera sugar 188 maine madhunashni goli le hai lekin mughe yah dabai kis tarah use karani hai

Sa*********** लगभग 7 साल

Sir mere ko do shall she BP high Aur chakkr aata hai

Sh*********** लगभग 7 साल

Maine doctor consult ki unho ne mujhe bataya ki abhi opretion nhi ho santa deleviery bad ho sakta hai operation bole mujhe use jagh bahot dard hota hai mujhe madmji

Sa*********** लगभग 7 साल

Sir Mere do saal se BP high ho raha hai aur Chakkar Aata Hai

AN********* लगभग 7 साल

sir mera tammi (Pet) ki charvi badh rhi hai ise kam karne ke liya kya karu

Ra********** लगभग 7 साल

Sir mere face me bar bar pimples hote rahate hai aur hair fall bhi kaphi ho rahe hai

Ma******* लगभग 7 साल

Sir,
Meri age 28 yrs h. Mera thyroid test me t3 = 0.51 ng/ml (lab level 0.58 -1.59) & T4 = 4.06 ug/dl ( lab level 4.87 -11.72) and Tsh = 3.75 ulU/'ll (lab ka level 0.35- 4.94) h or gale me dard or sujan h...
Plzz.. btaye ki t3 t4 tsh etc. K according kya problem ho skti h or koi gambhir problem to nhi h..
(Ek Dr. Ko test dikhane pr unhone MRI k liye bola h)
ENT Dr ko dikhane pr inhone dard ka reason allergic btaya h..
Plzz.. btyaye ki koi gambhir problem to nhi h

ra******** लगभग 7 साल

Sir mai ek bat jannna chahta hu hamare village me ek dog pagal ho gya tha or mai khali pair tha jisme nichhe ki pair ki ungali me cut tha or vah mad dog usi raste gya tha or uska saliva jamin pe gira tha anjane me pair ke nichle hisse me janha cut tha vahi lag gya mad dog ka gira hua saliva ab kya krna chahiye injection lena chahiye ya nhi dog ka saliva jamin se mere cut lage ungali me lga tha

Su************* लगभग 7 साल

Sir kya jyada nightfall hone se insaan ki height ruk sakti hai

Am******** लगभग 7 साल

Sir maine apni problem btayi thi wo kya delete kar di apne

डॉक्टर से अपना सवाल पूछें और 10 मिनट में जवाब पाएँ