Apple cider vinegar se mere face pe glow to Masha Allah aagya Lekin fair nahi aaya bas clear lagta h toh fair ke liye Apple cider vinegar Ko kese use kare ya fir koi or ilaj
Sir Mai daily kaju badam energy drink le rha haii mera wait' nhi bar rha haii aur sir jaha Mai job karta huu waha daily 6 km chalna parta hai Kahi issi se mera wait nhii bar rha hai jayada chalne se wait nhi barta hai kya jayada chalne se koi dikkat nhi n hai
Sir mere andkosh me kabhi kabhi achanak dard hota h or hlki soojan aa jati h kya karu iske liye
Mujhe last 2 months se periods nahivaa rahe hai that's why I am asking ki kya swelling ki wajah se bhi priod aane me problem ho sakti hai or swelling ka pata karne ka koi aasaan tarika?
Sir mera ling yoni m prvesh hote hi viry chhod deta h me sex time bdane k liye vigora 100 tablet lu sir ya fir himalya confido lu 2no m se konsi betar rhegi plz sir ya fir other koi special teblet h
Mujhe last time menstrual cycle 11 march ko aaye the uske baad abhi tak nahi aaye.. Pregnancy bhi check kar li 2 bar wo bhi nahi hai.. To fir kya problem hai?
Mera face dry h or mere bohot brown till ho rhe h or massa b ho rhe h to m kya kru jisse mera face glowing or Acha ho jaye
dr mujhhe ab sex karne kaa man nahi karta but mere husband ka karta hai me unkamy saath nahi de pati jisse mujhhe badi pareshani uthani pad rhi hai koi upchar batao jisse mera bhi man lage
Ashwgandha, satavr, sfade musli, aur konch ke bej ko mix kerke kahy to iske kye benefit ho skte h sir?
Sir mere muh me safed chale hua phir vo thik ho gaye par ek chil gaya aur ghav ban gaya jo muje taklif nahi deta h doctor be Kaha franzitis h exam ke dino me der tak jagne ki vajah se muje bhukhar aa gaya tha
Lekin ling to sarso ke oil se bhi kafi tight ho jata hai or bada bhi but malish krte samay jese malish bnd kro bapas ling sukad kr bhut chota ho jata hai.
Shilajeet ya ashwashila ?
Or agr shri gopal oil mujhe market se lena hai but smjh nhi aa rha kese lun. Kyuki market mein sb log mujhe glt smjhenge koi tarika bataye ki mein oil le skun or kisi ko pta nhi chale plz help krein