Mera ling khada hota hai lekin ek mint me so jata hai .muchhe ges or pet saf nahi rahta hamesa kamjori srir ki kamjori or gupat kamjori rahta hai
Pani thoda thoda hi nikal raha h pr 15 din se jyada h din m 3 baar 4 baar aese ho jata h jise kapde m gila mehsus hota h or jyada tar der tk baith k kaam krne pe aesa hota h
Mera name Khushboo h or m 7 mnth pregnant hu mujhe 15 dino se thoda pani release ho raha or yoni m dard v h chalte tym ya baithne pe latne pe v dard mehsush hota h m iske liye kya kr sakti hu .. ye koi khatre wali baat to nai na
Sir or mam masturbration se koi problem ho skati he kya or ye kitane time me karni chaiye
Mere pimples ho jate he white colur ke kabhi kabhi noise ke andar bhi koi medicine btaye
Dear sir pediatrician se bahut bar dikha chuka hun 1 week tak thik ho jati hai phir whi problem. Samajh me nhi aa rha hai ki kya problem hai .please ap hi koi sujhav dijiye
Sir mere face red red rahya h aur pimple bhi h
Scene allergy h but pta n chal pa raha h kesse h
Sir meri wife ko baby huaa hai aur pet par stretch ho gaya hai to kaise Khatam hoga
Sir neuvesca cap pain killer hai ya multivitamin hai.sir mujhe multiple joint pain hai .aur neuvesca cap leta hu to mujhe kuch pain me fayda hota hai.abhi Maine sare test karaye. RA- negative Crp - 24 positive Esr- 90 CBC - sab normal hai
Sir ham kisi bhi chijh ka juice pite hai jaise ganna,daabh,mausami to loose motion hone lagta hai yesa kyu sir
Maine aurvedic medicine li thi but mujhe bahot jayada cough ho gaya hai bahot kassi hai mujhe
Sir mera body me derobin ko lagaya tha to uske bad red colour ka nisan ho gya h sab jagah me 20 din ho gya h vo. Nisan mit ni rha h mai kya kru
Hi sir meri 12 month ki baby hai usko bar bar dast aur ulti hoti rehti hai kyon???
Or Kabhi Kabhi achanak Bethe Bethe hi ghabrahat hone lagti h or aise ghabrahat hoti h saans Lene me dikkat ho jati hai aisa lagta hai ki kch ho jayega..fir thodi der baad sab thik ho jata hai...in sab Ka ilaj btaye